Tuta Hua Dil

Mohabat ko jo nibhate hain
unko mera Salam hai
__
Aur jo Bich raste mein chod
jaate hain
Un ko Humara yeh paigham
hain
__
Wada-e-Wafaa karo toh phir
khud ko fanna karo
__
Warna khuda ke Liye kisi ki
zindagi na Tabah karo……….,,

Har rishta pura nahi hota or kuch rishte to bante hai toot ne ke liye isiliye har dard ki dawa bhi nhi hoti kuch dard aise hote h jinhe bardast karne mein duniya ki sabse jyada khushi milti hai….

kya bataye dosto ,is mehfhil me
na koi apna raha,,
me use raat din pyar karta raha.
our wo bas hamse humdardi jatata raha..


pyar maine to dilo jan se kiya tha
par o mere pyar ko samazh na saki ,
kya bataye dosto ,,,uske bare me ,
wo to badi hi khudgarz nikli,,


Bahut “DARD” hua jb usne apna keh ke , Thokra diya..
Kya gila krte hm unse, jb unhe mere “DARD” ka ehsaas nhi..


Ham ne to socha tha ki tumhe chahne wale sirf hum hai…………….
Per tumhe chahne walo ka to karba nikla……………….
Hum to sikayat karne khuda ke paas bhi gaye……………..
Per woh khuda bhi tera chahne wala nikla………………

KOI LADKI HUME THUKRAYE ISKA GAM NAHI, BADNASEEB HAI WO LADKI JISKE NASEEB ME HUM NAHI...................................


Kuch Likha Tha Teri Yaad Me,
Mere Aansuo Ne Mita Diya….
Dosto Se Chhupai Thi Dil ki Baat…
Mere Chehre Ne Sab Kuch Bata Diya…
Meri Chahto Ka Bhi Kya Sila Mila….
Maine Jise Toot Ke Chaaha….
Aaj Usne Mujhko Bhula Diya…..
 ..





Zindgi se apna har dard chupa lena,
Khushi na sahi gam gale laga lena,
Koi agar kahe mohabbat aasan hai,
To use mera toota hua dil dikha dena…......................



 Jo Wada Kiya Hai Wo Nibhana Hoga,
Ek Din Laut Kar Tumhe Aana Hoga,
Dil Todkar Muskura Rahe Ho Aaj,
Dekhna Ek Din Tumhe Bhi Pachtana Hoga….........




Dil Tha Rulane Ka To Rula Dete,
Kuch To Meri Wafa Ka Sila Dete,
Tham Kar Hath Gair Ka Jalate Rahe Hame,
Kar Dete Ek Eshara Ham Khud Apna Dil Jala Dete…........
 
Wo Jo Apna Tha Humse Hai Khafa,
Pata Nahi Kis Se Huyi Thi Kya Khata,
Be-Wajah Dil Nahi Tut-Taa Kisi Ka,
Tum The Ya Hum The Bewafa…
 
Toote Huye Pemaane Me Jaam Nahi Aata,
Pyar Ke Mareez Ko Aaram Nahi Aata,
Mera Dil Todne Wale Jara Soch To Liya Hota,
Toota Hua Dil Kisi Ke Kaam Nahi Aata…
  
Kuch Nahi Baaki Bacha Hai Tere Jaane Ke Baad,
Tadap Uth-ta Hai Mera Dil Aaye Jo Teri Yaad,
Mayoos Ho Gya Hun Mei Apni Sooni Zindagi Se,
Koi To Ho Jo Samjhe Mere Dil Ke Yeh Jajbaat….
  

Aaj Bhi Vo Ehsaas Zinda Hai Is Dil Me,
Jab Palke Uthake Pehlibar Dekha Tha Tumne,
Aaj Bhi Kabhi-Kabhi Yun Hi Muskan Aati Hai Hothon Pe,
Jab Mujhe Dekh Ke Pehlibar Muskuraya Tha Tumne,
Aaj Bhi Badh Jati Hai Ye Dhadkane,
Jab Pehlibar Chhua Tha Tumne,
Kya Hua Agar Aaj Hum Sath Nahi Hain,
Fir Bhi Tumhara Har Ehsaas Zinda Hai Is Dil Me….
  







Sukoon Mere Dil Ab Kahin Kho Gaya Hai,
Veerangi Ki Galiyon Mei Madhosh Ho Gaya Hai,
Har Pal Bas Uska Deedar Karte Hain Hum Khyalon Mein,
Ek Ajnabi Mujhko Pyaar Ki Baarish Mei Bhigo Gaya Hai….
Izhaar Karna Chahte Hain Hum Par Alfaaz Nahin Milte,
Alfaaz Milte Hain To Kuch Sawalon Ke Jawaab Nahin Milte,
Yeh Dil Kyun Ajnabiyon Pe Mar Mit-ta Hai,
Dhudte To Unko Par Koi Nisaan Nahin Milte….
 
Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai.
Hame unse kehni kuch baat baki hai.
Maut aayegi to keh denge zara ruk,
Abhi mere dost se ek mulakat baki hai…








Har phool ki ajab kahani hai,
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi us ke paas hai…...


 



Woh aate to hai par samay se nahi,
Woh chalte to par man se nahi,
Kaun kehta hai kee woh payar nahi karte,
Karte to hai par hum sey nahi…


 



Socha tha jab milenge raah chalte kabhi,
dil ki baaten juban par na aane denge,
hamne lab khole bhi nahi aur wo sab jaan gaye,
khaamoshiyon ko samazne ki wo adaa unme aaj bhi hai…









Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai…....

 




Toota Hua Dil Bas Yahi Fairyaad Karta Hai
Kisi Bewafa Ko Humesha Yaad Karta Hai
Woh Ruthe Chahe Bewafai Kare
Par Dill Usey Jaan Sey Bhi Zyaada Pyaar Karta Hai.........



 




Hamari rooh me na samaye hote to bhool jate tumhe
Itna kareeb na aaye hote to bhool jate tumhe.,
Ye kahtey hue ki mera talluk nahin tumse koyi,
Ankhon mein aansu na aaye hote to bhul jate tumhe.........


sad love shayari in hindi



Mujhe Rula Kar Dil Uska Bhi Roya Hoga
Chehra Aansuon Se Usne Bhi To Dhoya Hoga
Agar Na Kiya Hasil Kuchh Humne Pyaar Mein
Kuchh Na Kuchh To Usne Bhi Zarur Khoya Hoga................................
 
 
 
Chehra Aansuon Se Dard Bhari Shayari 
 
 
 
 
Saans Tham Jati Hai Par Jaan Nahi Jati
Dard Hota Hai Par Aawaz Nahi Aati
Ajib Log Hai Is Zamane Mein
Koi Bhul Nahi Pata Aur Kisi Ko Yaad Nahi Aati........
 
 
 
 
 
 
 
 
Jinki Aankhe Aansuo Se Nam Nahi
Kya Samjhte Ho Use Koi Gum Nahi
Tum Tadap Kar Ro Diye To Kya Hua
Gum Chhupa Ke Hansane Waale Bhi Kam Nahi.................
 
 
 
Gum Hindi Heart Touching Shayari 
 
 
 
 
Bina Bataye Usne Na Jane Kyu Ye Duri Kardi
Bhichhad Ke Usne Mohabbat Hi Adhuri Kardi
Mere Mukaddar Me Gham Aaye To Kya Hua
Khuda Ne Uski Khwaish To Puri Kardi.................
 
 
 
Heart Touching Heart Broken Shayari 
 
 
 
 
 
Dil Mein Har Raaz Daba Ke Rakhte Hai
Honthon Pe Muskurahat Saja Ke Rakhte Hai
Yeh Duniya Sirf Khushi Mein Saath Deti Hai
Isliye Hum Apne Aansuon Ko Chhupa Ke Rakhte Hai...............
 
 
 
 
Yeh Duniya Heart Touching Sad Shayari 
 
 
 
 
Aaj Kuchh Kami Hai Tere Bager
Na Rang Hai Na Roshni Hai Tere Bager
Waqt Apni Raftar Se Chal Raha Hai
Bas Dhadkan Thami Hai Tere Bager..............
 
 
 
Tere Bager Sad Hindi Shayari 
 
 
 
Ishq Paane Ki Tamanna Me Kabhi Kabhi
Zindagi Khilona Bankar Reh Jati Hai
Jiske Dil Mein Rehna Chahte Hai
Wo Surat Sirf Yaad Bankar Reh Jati Hai..........
 
 
 
 
 
Dil Ke Dard Ko Dil Todne Wale Kya Jane
Pyar Ki Rasmo Ko Yeh Zamane Wale Kya Jane
Hoti Hai Kitni Taklif Kabar Ke Niche
Yeh Upar Se Phool Chadhane Wale Kya Jane.......
 
 
 
 
 
 
Wafa Ka Dariyaa Kabhi Rukta Nahin
Ishq Mein Premi Kabhi Jhukta Nahin
Khamosh Hain Hum Kisi Ki Khushi Ke Liye
Na Socho Ki Hamara Dil Dukhta Nahin..........
 
 
Dil Dukhta Nahi Sad Shayari 
 
 
 








No comments:

Post a Comment